Mohabbat kar k yeh dhoka bhi mujhe khana tha
kar k wafa bhi bewafai ka elzam mujhe uthana tha

zara se bat per howa tha woh khafa mujh se
q k aj is ne mere pyar ko azmana tha

jab kuch na kaha is ne to chup raha mein bhi
mujhen bhi thi bohat jaldi use bhi ghar ko jana tha

mohabbat ka haseen rishta itne aram se tota
hoe galti mujh se dil mein kisi ko nahi basana tha!!

____________________

_____________________________________________________

 Ek Bewafa Ne Humko Rulaya Hazaar Baar,
Aakhon Se Hum Ne Khoon Bahaya Hazaar Baar
Hum Aaj Tak Na Tumko Bhula Na Sake,
Jo Tumne Humko Bhulaya Hazaar Baar

_____________________________________________________

Jb tere shahr se guzarta hun

Dil bhi karta hain yaad chupke tujhe
Naam leti hain zuban tera

ye bhi nahin mallum mujhe
Kis mohalley mein hein makan tera
Kaun si shakh-e-gul pe raqsan hai
Rashk-e-firdaus aashiana tere
Jane kin vadiyon mein thehra hein
Girat-e-husn karvaan tera
Kis se puchunga main khabbar teri
Kaun batlaye ga nishaan tera

Teri rusvaiyon se darta hun
Jb tere shahr guzarta hun

Hall-e-dil bhi na keh saki garche
Tuu rahi muddaton kareeb mere
Kuch teri azmaton ka daar bhi tha
Kuch khayallat the ajeeb mere
Bar-e-dar ho gaye raqiib mere
Tu mujhe choor ke chale bhi gayi
Khair kismat meri naseeb mere

Ab mein kyu tujse pyar karta hun
Jb tere shahr se guzarta hun

Vo zamane teri mohhabat ke
Ek bhuli hui kahani hain
Tere kuuche mein umr bhar na gaya
Saari duniya ki khaq chahni hain
Laazat-e-qarb ho ke zakhm-e-firaq
Jo bhi hain teri meharbani hain
Kis tammana se tujko chaha tha ] my fav. line
Kis mohabbat se har mani hai] my fav. line

Apni qismat pe naz karta hun
Jb tere shahr se guzarta hun

_____________________________________________

HASRAT


Meri dastan-e-hasrat woh suna suna kay roay
Meray aazmanay walay mujay aazma kay roay

Meri arzo ki duniya teray dil-e-na tawan ki hasrat
Jisay pa kay shaadma thay ussay kho kay aaj roay


Koi aisa ehal-e-dil o fasanaye mohabbat
Main ussay suna kay royon woh mujay suna kay roay

Teri bewafaiyon par teri kuj addaiyon par
Sar jhuka kay roay kabi moo chupa kay roay

Jo sunaye anjaman nay shab-e-gham ki aab beeti
Kai ro kay muskaraye ,kai muskara kay roay

Mera pass say guzar kar mera hal tak na pocha
Main kaisay maan jaon woh door ja kay roay

_____________________________

 
Khila Hua Kanwal...........!!
 
 
Khila kanwal to hume soorat teri lagi
behta hoa pani hume moorat teri lagi


dhalta hoa soraj hume qadoorat teri lagi
khali hoa paimana hume zaroorat teri lagi

______________________________

 Kabhi Fursatain Jo Naseeb Hon Chaley Aana Mere Pass Tum
Hain Adhure Kitne He Mamley Meri Zaat Se Teri Zaat TaK

______________________________

 

Halan k muhabat kuch b nhn


      Alfaz k joothy
bandhan maen.
-

Aghraz k gehary
pardon maen.
-
Hr shakhs
mohabat krta ha.
-
Halan k
Mohabat koch b nhn.
-
Sab joothy rishty
naty han.
-
Sari umer rulaty
han.
-
Ya ishq o mohabat
mahr o wafa
-
ya sab kahny
ke batian han.
-
Hr sakhs khudi
ki masti man.
-
Bas apni khter
jeeta ha.
-
Bas apni khter
jeeta ha.

__________________

 

JAAN

 

 

Ek Pal Mai App Hamaray Mehman Ban Gaye
Doo Batain Ki
Or Sara Jahan Ban Gaye

Qareeb Reh Kar Bhi Log Hamaray Na Ho Sakay
Dor Reh Kar Bhi App Hamari Jan Ban Gaye

 ___________
 
حرف حرف دعا
 
میں اک صدا ہوں مجھے یاد رکھنا
حرف حرف دعا ہوں مجھے یاد رکھنا

کیسے خبر دوں تمہیں اپنے مزاج کی
کہیں گم ہو گیا ہوں مجھے یاد رکھنا
 
_______________

 

غزل

 

 

زندگاني جو پرين! وهنوار رڪجي ٿو وڃي،

تون ملين ٿو ۽ سڄو سنسار وهنوار رڪجي ٿو وڃي.

 

جنهن کي منزل جسم جي هن پار ملڻي آ،

سو مسافر هر دفعي هن پار  رڪجي ٿو وڃي.

 

ڪجھ به هو ڪاٿي خريدي ٿو سگھي بازار مان،

هو چريو بي ڪار ئئ هر بار رڪجي ٿو وڃي.

 

تنهنجي نيڻن ۾ جڏهن ٿو عڪس مان پنهنجو ڏسان،

منهنجو هن سنسار سان تڪرار رڪجي ٿو وڃي.

 

ڪائنات فلم ۾ سڀ جا سوين ڪردار هن،

موت سان ملندي به ڪٿ  فنڪار رڪجي ٿو وڃي.

________________

 

غزل

 

 

سڄو ڏينهن رستن تي رلندا رهيا،

مگر ڏس تنهنجي نه  در تي پڳا.

 

سدا مرڪ توکي مبارڪ هجي،

اسان کي ته سڏڪا  ئِي سڏڪا مليا.

 

اسانجو ڇڏي لڙڪ ڀي ساٿ ويا،

لڳو لڙڪ پنهنجا به پنهنجا نه هئا.

 

سڄي رات توسان رهاڻيون ڪيون،

اڪيلو هيس نيڻ جڏهن کليا.

 

ڀري ڇرڪ سرتاج ٻاهر ڏٺم،

هوا تي جڏهن تاڪ در جا کليا.

______________

 
Make a Free Website with Yola.